Dimagh lagao,
inaam jeeto.
Asli players ke saath live quiz battle. Pakistan aur duniya ki GK, cricket, science, IT, AI aur entertainment — jo sahi aur sab se tez jawab de, wohi jeete. Rs 900 tak ek match mein.
- Skill game — qismat nahi
- 2 minute ka match
- Mobile aur desktop dono par
Kaise kaam karta hai
4 qadam, aur aap muqable mein

Account banayein
Sirf mobile number aur 4-digit PIN. 30 second ka kaam.

Category aur entry chunein
Rs 20 se Rs 500 tak. Jitni entry, utna bada inaam.

Live 1v1 muqabla
Dono players ko same 10 sawal. Sahi aur tez jawab = zyada points.

Inaam jeetein
Jeetne wale ko poora inaam foran wallet mein.
Categories
Apni pasand ka maidan chunein
Inaam
Entry chhoti, inaam bada
Dono players ki entry milkar pot banti hai. 90% jeetne wale ka.
Kyun Dimagh Lagao?
Imaandar muqabla, saaf hisaab
Asli players
Aap ka muqabla asli logon se hota hai. Agar 30 second mein koi na mile, to app khud aap ke saath khelti hai — saaf likh kar.
Server ki ghari
Waqt aur sahi jawab hamare server par rehte hain — koi cheat nahi kar sakta.
Mehfooz account
PIN encrypted rehta hai, aur har paisa wallet history mein dikhta hai.
Saaf hisaab
Platform sirf 10% leta hai. Baqi poora pot jeetne wale ka.
Live winners
Abhi abhi kisne jeeta
Game launch hote hi taaza winners yahan live nazar aayenge.








